The best story in hindi

Image
  Lakhimpur ki khery ghor Bahut pehele ki baat he do budha-budhi ek ghor me rehete the ,sadi karne ke baad bahut saal gujar gaye aur bahut salo tak koye bacha nahi tha , to ek din ki baat he jab bahut hi jorse barish bana hua tha to achanak assam se ek aawaj aaye aur kaha ki "Bible padho aur roj prathana karte raho har rabibar ko Girja bhi jaya karo..." Is baat ko sunne ke baad dono budha-budhi ne agla din rabibar tha to church me chala gaya aur unhan pe father ko vet kiya aur ek Bible le aaya saath hi father aur sabhi jano ne un dono budha-budhi ke liyea pratha bhi kiya. Dono ne ghor me bible roj subha shaam ko  padne lage aur kuch hi mahino baad ek ladka ka janam hua,to dono ne rabibar ke din father yani church ke pass gaye aur apni test money ka bhi jikar kiya aur us bacha naam Amen rakha gaya. Aur aise hi un ka ghor me khusio ka mahal cha gaya. Amen haste khelte dhere dhere bada hone laga aur school bhi jane laga. Lekin logo ka kehena tha ki wo log cristian ho gaya he wo ...

The best story in hindi

 Do chiria ki kahani


  







Ek chota sa jungle me do chirira reheti thi ek chiria ki awaj surili aur dusri ki awaj thora kotho tha , chota sa jungle me ek bada ped ki uppar ki aur ek gufa tha usme dono chiria ki ghor bana hua tha , dosti ke jamane me dono ne aaps me apne apne naam ek dusre ne rakh diya ek ka naam mthumiya aur ek chiriya ka naam kithumiya . 


Dono din me idhar udhar ghumte aur saam hote hi raaat ko aram karte , ek din us chiriya ki gufa me ek saamp ka entry hua aur din me dono chiriya us gufa me nahi tha to shamp ne gufa se ande chura ke kha gaye aur jab saam ko dono chiriya bapas aaye to dekha ki ghosle me anda nahi he ...idhar udhar dono chiriya ne dhunde ne laga to kahi bhi anda nahi mila pata karne par pata chala ki ek shamp aaye the aur sobhi ande ko kha diya.


mithumiya aur kithumiya dono ki aankho me aansu aane laga , uske baad dono ne ek najdik rehene wali kuch dosto ke saath jo ghatna huye thi uske bare me bistar kiya aur us shamp ko kaise pakra jaye uske bare me charcha hone laga . baad me shamp ke fanda ka taiyar karne ki baat aaye to kon fanda taiyar karega to un me se koiye bhi raji nahi hua . aur unhan se dono chiriya ghor ko bapas lot aaye.


Dono dost muskil me pad gaye aur kuch na kuich to rasta hoga us shaamp ko pakadne ke liye dono bethe soch rahe the tabhi unhaan se ek musafir gujar rahe the to dono chiriya ne aawaj lagaye aur uske kandhe pe jake beth gaye to us musafir ne pucha ki kya baar he jo intne udash dikh rahe ho to dono ne apni majburi ki baat bataye aur aur musafir ne kaha cinta karne ki koye baat nahi mai hun na picle din us musafir ne shaamp ka ek fanda aur do ande laye aur dono chiriya ki us gufa me ande rakh kar saath hi saath fande bhi laga diye aur kuch din baad jab chiriya apni gufa se bahar ghum ne ko gaye .


Us time me fir se us shaamp ka entry hua aur aur gufa me ghuste hi shaamp fanada me fans gaya aur chat patane lag gaya ...aur fir aadmi ne us shaamp ko gufa se pakad kar laya aur ushe ek bada ghana jungle me chor diya...us din ke baad kabhi bhi us gufa me shaamp ki firse dobara ghus ne ki gustakhi nahi ki.


Aur dono chiriya us gufa me apne poriwar 

 ke saath jinbon gujar ne lage bade hi aaramse.

https://youtu.be/ArQG1GRfwqA?si=VKPC_dyg0YBG7Co0

Comments

Popular posts from this blog

The best story in hindi

The best story in hindi

The best story in hindi